Karam Karam Maulah

Karam karam karam karam karam karam mola
Kar karam karam mola
Tu bad shah mein haan gadda rakeen sharam mola
Kar karam karam mola

Subhan wee tu rehman wee tu sultanan da sultan wee tu
Dunya noon banwan wala tu is dunya da nigihbaan wee tu
Tu eyn ila tu kibriya tera karam mola
Kar karam karam mola

Aey raheem kareem aleem rabba taufeeq ibadat dey dey tu
Mehshar wich sadqa sonay da soghaat shafa’at dey dey tu
Mein jundiyan takda rawan tera haram mola
Kar karam karam mola

Mein chuk kay paar gunawan da meydaan-e-hashar jadon jawan mein
Jey teree nazr-e-karam howay baksheesh dee nemat paawan ga
Howay ata menoon sada tera rehem mola
Kar karam karam mola

Faryaad aey merey dil dee ay ey mola puree farma day
Aaqa dee nisbat day sadkay in’aam da rasta dikla dey
Ashiq rawan sarkar da tera karam mola
Kar karam karam mola

Comments (3)

Ya Nabi ham guna hagaaron ko

Ya Nabi  ham guna hagaaron ko

dard-e-furqat sey ab jila deyna

Ummati hein tumharey Shah-e-Umum

sabz gunbad hamein dikha deyna

Khaak-e-Taibah miley lahad key liye

kaali kamli miley kafan key liye

Waastah Aap  key nawaason ka

eysee qismat meri bana deyna

Duur reh kar tumhari chowkat sey

ashk ankhon sey behtey rehtey hein

Aas ham bhi lagaey beythey hein

dil ki pyaas ab meri bujha deyna

Aap Nabiyon mey sab sey ‘alaa hein

khatam ik Aap  par nabuwat hai

Ham faqeeron ko Ya Rasulullah

apni chowkat kaa aasra deyna

Laaj rakhna Shah-e-zaman

meri iltija hai yeh qalb-e-Ishrat ki

Meri hasti ko Khaak-e-Taibah mein

Ya Rasulullah  Khuda mila deyna.

Comments (1)

Main to khud Unke dar ka gada hoon

Main to khud Unke dar ka gada hoon,
Apne AQA ko main nazr kya doon
Ab to aankhon mein bhi kuchh nahin hai,
Varna qadmon mein aankhein bichha dooon

Aane waali hai unki tareeq,
Phool naaton ke ghar ghar saja doon,
Mere ghar mein andhera bohot hai,
Apni palkon pe shamme jala doon

Rauza-e-pak peshe nazar hai,
Saamne mere AQA ka dar hai,
Mujhko kya kuchh nazar aa raha hai,
Tumko lafzon mein kaise bata doon

Mere aansu bahut kheemti hain,
Inse waabasta hai unki yaadein,
Inki manzil hai khak-e-madeena,
Ye gauhar yun hi kaise luta doon

Main faqat Aap ko jaanta hoon,
Aur usi dar ko pehchanta hoon,
Is andhere mein kisko pukaroon,
Aap farma’aein kisko sada doon

Qaafilay jaa rahe hain Madeene,
Aur hasrat se main tak raha hoon,
Ya lipat jaoon qadmon se unke,
Ya qaza ko main apni sada doon

Meri bakhshish ka saamaan yahi hai,
Aur dil ka bhi armaan yahi hai,
Ek din Unki khidmat mein jaakar,
Unki naatein unhi ko suna doon

Mujhko IQBAAL nisbat hai unse,
Jinka har lafz jaan-e-sukoon hai,
Main jahaan naat apni suna doon,
Saari mehfil ki mehfil jaga doon

Leave a Comment

Pul Say Utaaro Raah Ghuzar Ko Khabhar Na Ho

Pul Say Utaaro Raah Ghuzar Ko Khabhar Na Ho
Jibreel Par Bichaaey To Par Ko Khabhar Na Ho

Kaantaa Merey Jighar Sat Gham e Rozgaar Ko
Yoon Kheench Leeyjiey Kay Jighar Ko Khabhar Na Ho

Faryaad Ummatey Jo karay Haal e Zaar Mein
Mumkin Nahin Kay Khair e Bashar Ko Khabhar Na Ho

Kehtey They Yeh Buraaq Say Uskey Sabaq Raveey
Yoon Jaiey Kay Ghard e Safar Ko Khabhar Na Ho

Farmaatay Hein Yeh Dono Hein Sardaar e Do jahaa
Ay Murtazaa! Ateeq o Umar Ko Khabhar Na Ho

Aysa Ghumaa Day Un Key Vilaa Mein Khuda Humein
Dhoondhaa Karay Par Apney Khabhar Ko Khabhar Na Ho

Aa Dil! Haram Ko Roknay Waalon Say Chup kay Aaj
Yoon Uth Chalay Kay Pehlo Wabar Ko Khabhar Na Ho

Teer e Haram Hein Yeh Kaheen Rishta Bapaa Na Ho
Yoon Daykhiyeh Kay Taarey Nazar Ko Khabhar Na Ho

Ay Khaar e Taibah! Daykh Kay Daaman Na Bheekh Jaey
Yoon Dil Mein Aa Kay Deedah e Tar Ko Khabhar Na Ho

Ay Shauq e Dil! Yeh Sajdah Ghar Un Ko Ravaa Nahin
Acha! Woh Sajda Key Jiey Sar Ko Khabhar Na Ho

Un kay Sivaa RAZA Koey Haamey Nahin Jahaa
Ghuzra Karay Pisar Pay Pidar Ko Khabhar Na Ho

Leave a Comment

ATTAR RAHNUMA HAI

ATTAR RAHNUMA HAI

 

Tera Karam Hai Murshid Jo Laga Liya Hai Seena

Ab Jaao Q May Dar-Dar

 

ATTAR Rahnuma Hai [4x]

 

Duniya May Aasra Hai Ukba May Aasra Hai

Kaisa Ho Khof Kiya Dar

 

ATTAR Rahnuma Hai [4x]

 

Phirta Tha Mara-Mara Na Tha koi Sahara

Aay Pohcha May Bhi Soon Kar

 

ATTAR Rahnuma Hai [4x]

 

Lay Jaoga May Ima Soon Lay Layin Shatan

Tera Chala Na Chakar

 

ATTAR Rahnuma Hai [4x]

 

Aatash May Na Jalunga Firdous May Rahunga

Jaunga Khuld Kah kar

 

ATTAR Rahnuma Hai [4x]

 

Ahsas Kamtari May Q Mutla Hai Ay Bhai

Tu Hai Kisi Say Kamtar

 

ATTAR Rahnuma Hai [4x]

 

Dare MUSTAFA Pay BAPPA Tera Saath Hazri Ho

Rota Rahu Barabar

 

ATTAR Rahnuma Hai [4x]

 

Dare MUSTAFA Pay BAPPA Tera Saath Hazri Ho

Jalwa Dikha Dilbar

 

ATTAR Rahnuma Hai [4x]

Banu Aisa May Namazi Ho jai ALLAH Razi

GOUS-UL-VARA Karam Kar

 

ATTAR Rahnuma Hai [4x]

 

Teri Pak Sar Zami Say Jay Bhag Bhuka Pyasa

GOUS-UL-VARA Karam Kar

 

ATTAR Rahnuma Hai [4x]

 

Pyasa Bahut Hu Maula Day Jaam Kausar AAQA

  Rehmat Mera NABI Kar

 

ATTAR Rahnuma Hai [4x]

 

Jannat May Murshidi Kay Kadmo May Mujko Rahkna

Rehmat Mera NABI Kar

 

ATTAR Rahnuma Hai [4x]

 

Duma Nazya Mera ALLAH Rukha MUSTAFA Dekhna

Makbol Ya Dua Kar

 

ATTAR Rahnuma Hai [4x]

 

Duniya o Aakirat May Rahjay Mera Parda

Makbol Ya Dua Kar

 

ATTAR Rahnuma Hai [4x]

[Sallaho Alay Hi Wasalm]

[Damat Barkatuhumul Aaliya]

Leave a Comment

YA NABI Dekha Yeh Rutba Aap Ke NALAIN Ka

AAP KEE NALAIN KAA

Arsh Nay Chumaa Hain Thalwaa Aap Kee NALAIN Kaa
YAA NABI Dikha Yeh Ruthba Aap Kee NALAIN Kaa[2x]


Aap Kee Khidhmat Kaa Mujh Ko Kaash Mil Jaata Sharaf [2x]
Band Thee Hathow Say Thasmaa Aap Kee NALAIN Kaa

 

YAA NABI Dikha Yeh Ruthba Aap Kee NALAIN Kaa[4x]


Aap Kee Kadmo Kee Narmee Kalb Par Mehsoos Kee [2x]
Jabee May Nay Nahsh Dekha Aap Kee NALAIN Kaa

 

YAA NABI Dikha Yeh Ruthba Aap Kee NALAIN Kaa[4x]

Hash May Jab Log Chuma Aap Ka Dasta E Karam [2x]

Sab Say Chup Kar Lu May Bosa Aap Ki NALAIN Kaa

 

YAA NABI Dikha Yeh Ruthba Aap Kee NALAIN Kaa[4x]

Roz-A-Mashar Sar Pay Suraj Jab Sava Naza Par Ho [2x]

Ek Naza Par Ho Saya Aap Ki NALAIN Kay

 

YAA NABI Dikha Yeh Ruthba Aap Kee NALAIN Kaa[2x]


Jisay Agay Jaey Tho Jal Jaey Par Jibreel Kay [2x]
Usay Agay Janaa Dheka Aap Kee NALAIN kaa

 

YAA NABI Dikha Yeh Ruthba Aap Kee NALAIN Kaa[2x]

 Taj Kyou Na Beekh Mangay Aap Kee NALAIN Kaa [2x]
Tajwar Kathay Hain Sadkaa Aap Kee NALAIN Kaa

YAA NABI Dekha Yeh Ruthba Aap Kee NALAIN Kaa [4x]

Aap Kee NALAIN Kaa Aap Kee NALAIN Kaa

AAP KEE NALAIN KAA

YAA NABI Dekha Yeh Ruthba Aap Kee NALAIN Kaa
Arsh Nay Chuma Hain Thalwaa Aap Kee NALAIN Kaa


Aap Kee Kadmo Kee Narmee Kalb Par Mehsoos Kee
Jabee Maynay Naksha Dekha Aap Kee NALAIN Kaa

Comments (2)

Main Deewana Murshid tera

Chaya Zamana Sara Chuta Parna Mera Murshid Rutha[3x]
Razi Raha ATTAR Yah Mera

May Deewana Murshid tera, May Deewana Murshid Tera [6x]

Murshid Ki Har Baat Nirali
Sabz Imaya Zulfa Kaali [2x]
Murshid Hai Gumkhar Mera

May Deewana Murshid tera, May Deewana Murshid Tera [6x]

Murshid Aur Shura Ki Itaa’at
Karta Rahu May Har Har Saa’at [4x]
Qayam Raha Yah Pyar Mera

May Deewana Murshid tera, May Deewana Murshid Tera [6x]

APNI GUNAHO KI KASRAT SAY MAYJO PHASU
TOH MURSHID KAYDA YAH TOH HAI SARKAR MERA

May Deewana Murshid tera, May Deewana Murshid Tera [12x]

Aaykay Ajal Aab Sar Par Khadi Hai
Pyara Murshid Ruh Chali Hai
Ho Jaya Deedar Teraaaaa……

May Deewana Murshid tera, May Deewana Murshid Tera [6x]

PYARA MURSHID AAP KI NISBAT
KHAFI MUJHKO ROZ-A-QAYAMAT
YA TOH HAI IMAN MERA

May Deewana Murshid tera, May Deewana Murshid Tera [6x]

PYARA MURSHID AYSA KARAM HO
SHER HO TAIBA AAP KAY SANG HO
DIL KAY HAI ARMAN YAH MERA

May Deewana Murshid tera, May Deewana Murshid Tera [6x]

RAB KA KARAM HAI HU MAY ATTARI
APNA PALLA JO HAI BHARI QU KAY
MURSHID HAI ATTAR MERAAAAA

May Deewana Murshid tera, May Deewana Murshid Tera

Leave a Comment

Raatain Bhi Madina Kee Baatain Bhi Madina Kee

Raata Bhi Madina Kee Baata Bhi Madina Kee

Raata Bhi Madina Kee Baata Bhi Madina Kee [2x]
Jeena May Yah Jeena Hai Kiya Baat Hai Jeena Ki [3x]

Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai [2x]
Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki [3x]

May Madina Ki Galiyoun Pay Qurban
Jinsa Juzra Hai Shah-e-Madina

Is Tarha Say Mekhta Hai Rasta
Eatr Jaisa Lagay Hua Hai

Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai
Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki

Kiya Mahakta Ta Hai Mahakna Wala
Kay Bu Pay Chalta Hai Bhatkna Wala

Ambar Zami Abeer Hawa Musktar Gubar
Adna Ki Shankt Tera Rah Guzar Ki Hai

Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai
Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki [2x]

Wallah Jo Miljaya Mera Gul Ka Paseena
Manga Na Kabhi Eatr Na Phir Chaya Dulan Phool

Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai
Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki

Yah Zakam Hai Taiba Ka Yah Sabko Nahi MIlta [2x]
Koshish Na Kare Koi Is Zakam Ko Seena Ki [3x]

Yah Apni Nigaho Say Mastana Banata Hai
Mastana Banata Hai Deewana Banata Hai [2x]
Zahmat Hi Nahi Dayta Mahkar Ko Peena Ki

Har Saal Madina May Mirza Ko Bulata Hai [2x]
Sarkar Jagata Hai Takdeer Kamina Ki [2x]

Raata Bhi Madina Kee Baata Bhi Madina Kee
Jeena May Yah Jeena Hai Kiya Baat Hai Jeena Ki

Leave a Comment

Ay Mujahid-e-NABI Naat Gongunay jaaa

Ay Mujahid-e-NABI Naat Gongunay jaaa
Nagmay-e-MUHAMMADI Jhoom Kar Sunayja [2x]
Do Jahan Par Chayaja, Do Jahan Par Chayaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Parchamay NABI Uthay Lay KHUDA Ka Asra
Dars-e-Murshidi Hai Yah Haq Pay Zingadi Lutta [2x]
Haq Pay Jaa Luttaja, Haq Pay Jaa Luttaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Baat Kar Tu Baad May Pehla Tu Salam Kar
Jo Tera Buzurg Hai Unka Ahtram Kar [2x]
Un Say Faiz Payaja, Un Say Faiz Payaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Sukr Kar KUDHA Kaa Tu Tujko Ya Watan Mila
Pak Sarzamee Mili Aur Ya Chaman Mila [2x]
Sir Ko Tu Jhukayaja, Sir Ko Tu Jhukayaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Jhoot Bolna Nahi Tum Kabhi Zaban Say
Laanata KHUDA Hai Yah Dekhlo Quran Say [2x]
Sach Kay Geet Gaayaja, Sach Kay Geet Gaayaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Apna Murshidi Ka Dil Is Tarha Say Shad Kar
Jo Sabak Mila Tuja Tu Dil Laga Kar Yaad Kar [2x]
Un Say Faiz Payaja, Un Say Faiz Payaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja


Haq ALLAH [4x]

Apna Murshidi Ka Dil Is Tarha Say Shad Kar
Har Mahinay Teen Deen Qafila May Safar Kar [2x]
Un Say Faiz Payaja, Un Say Faiz Payaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja


Haq ALLAH [4x]

Aya Jo Ramdhan Rozo Ka Ahtamam Kar
Kha Tu RAB Ki Nameitha Zikr Uska Aam Kar [2x]
Zikh Tu Sunayja, Zikr Tu Sunayja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja


Haq ALLAH [4x]

Arzoo Ki Hai Dua Aur Raha Suki Sada
Mehrbaan AAQA Ho Aur Karam Kara Khuda [2x]
MADNI Rang May Rangtaja, MADNI Rang May Rangtaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Ay Mujahid-e-NABI Naat Gongunay jaaa
Nagmay-e-MUHAMMADI Jhoom Kar Sunayja [2x]
Do Jahan Par Chayaja, Do Jahan Par Chayaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Leave a Comment

Kab gunahoon se kinara karoonga Ya Rabb

Kab gunahoon se kinara karoonga Ya Rabb[image] (4)
Naik kab ay meray Allah [image] banoonga Ya Rabb [image] (2)

Kab gunahoon kay mar’az se shifa paonga
Moula.. kab gunahoon kay mar’az se shifa paonga
kab mein bemaar Madine ka banoonga Ya Rabb [image] (2)

Qabr mein gar na Muhammad [image] kay nazarey hongey
Moula.. Qabr mein na Muhammad [image] kay nazare hongey
Hashar tak kaisey mein phir tanha rahoonga Ya Rabb[image] (2)

Gar teray pyare ka Roza na rahey pesh’ay nazar
Moula.. gar teray pyare ka Roza na rahey pesh’ay nazar
sakhtiyan nazz’ha ke qun kar sahoonga Ya Rabb[image] (2)

Nazz’ha kay waqt mujhey jalwa-e-Mehboob [image] dekhna
Moula.. Nazz’ha kay waqt mujhey jalwa-e-Mehboob [image] dekhna
yeh karam karde toh mein shaad marunga Ya Rabb[image] (2)

Affawu kar aur sada kay leye razi hoga
Moula.. Affawu kar aur sada kay leye razi hoga
yeh karam karde toh mein shaad marunga Ya Rabb[image] (2)

Dard-e-sar ya bukhaar aye toh tarap jata hun
Moala.. dard-e-sar ya bukhaar aye toh tarap jata hun
mein Jahannum ki saza kaisey sahoonga Ya Rabb[image] (2)

Izn se teray sar-e-hashar kahen kash Huzoor[image]
Moula.. Izn se teray sar-e-hashar kahen kash Huzoor [image]
Saat Attar kay Jannat mein rakoonga Ya Rabb [image] (2)

Kab gunahoon se kinara karoonga Ya Rabb [image] (4)
Naik kab ay meray Allah [image] banoonga Ya Rabb [image] (2)

Leave a Comment

Older Posts »