ATTAR RAHNUMA HAI
Tera Karam Hai Murshid Jo Laga Liya Hai Seena
Ab Jaao Q May Dar-Dar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Duniya May Aasra Hai Ukba May Aasra Hai
Kaisa Ho Khof Kiya Dar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Phirta Tha Mara-Mara Na Tha koi Sahara
Aay Pohcha May Bhi Soon Kar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Lay Jaoga May Ima Soon Lay Layin Shatan
Tera Chala Na Chakar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Aatash May Na Jalunga Firdous May Rahunga
Jaunga Khuld Kah kar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Ahsas Kamtari May Q Mutla Hai Ay Bhai
Tu Hai Kisi Say Kamtar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Dare MUSTAFA Pay BAPPA Tera Saath Hazri Ho
Rota Rahu Barabar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Dare MUSTAFA Pay BAPPA Tera Saath Hazri Ho
Jalwa Dikha Dilbar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Banu Aisa May Namazi Ho jai ALLAH Razi
GOUS-UL-VARA Karam Kar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Teri Pak Sar Zami Say Jay Bhag Bhuka Pyasa
GOUS-UL-VARA Karam Kar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Pyasa Bahut Hu Maula Day Jaam Kausar AAQA
Rehmat Mera NABI Kar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Jannat May Murshidi Kay Kadmo May Mujko Rahkna
Rehmat Mera NABI Kar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Duma Nazya Mera ALLAH Rukha MUSTAFA Dekhna
Makbol Ya Dua Kar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Duniya o Aakirat May Rahjay Mera Parda
Makbol Ya Dua Kar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
[Sallaho Alay Hi Wasalm]
